Work from Home

               Work from Home

Dosto aap sab hi jante hain ki next 21 day tak hum sabko ghar main rehna hoga, taki coronavirus Pura India me na spread ho jaye. Lekin is time pe humlog eisa kya Kare jisse ki hamara regular income bhi hote Rahe aur hum log boreing bhi feel na Kare......


  • So mai ek eisa app ki bare main aap ko bataunga, jisse aap ghar baithe apna Mobile se en Dino me kafi paise earn kar loge.
  • Is 21 din Pura India lockdown hain. Lekin online stores  , jaise Flipkart Amazon myntra, ye sab khula hain.  To kaisa hoga agar aap un sabhi website ka maal bech kar Kuch paisa kamaye.
  • Ji Haan dosto ye bhi possible hain. Q ki Abhi log zyada se zyada online se hi Khana or saman order Dega taki un logo ko nikal na na pare.
  • To sida baat hain aap apne phon se un sabhi website ka maal apne Facebook whatsapp Instagram or har ek social media par share karna hoga. Aur agar koi bhi aap ki link se Kuch bhi order Kare to aap ko a66a percentage milega.
Ab mai sidha app ke bare main bata ta hu.

  1. Pehle aap apna phon ki play store me jaye.   
  2. Phir "Earn Karo" search kijiye or us app ko Install kijiye.                                                          
  3. Ab app ko open Karne ke bad, aap ko language choose karna hoga. Phir sign up par click kijiye.                                                                                      
  4. Ab aap ki samne ek page open hoga. Waha aap ko apna gmail deke ek password dalna hoga jisse ki aap log in kar payenge.                
  5. Ab apke samne apka dashboard open hoga.  Yaha pe aapko har ek product ka link mil Jayega. Aur side me aapka kitna profit milega wo dikh Jayega. Baki aur ku6 sikha neka nahi hain. App ko download kijiye or income kijiye. Aur is aap ko dosto ke sath share karke bhi aap paisa kama sakte hain.
  6. App ka download link: earnkaro              
  7. Kuch bhi problem ho to comment me likh dijiye.  
  8. Aur bhi earning ke method ke liye bhi niche comments Kare.                                            


Post a Comment

Give us your feedback..

Previous Post Next Post